Saturday, 4 July 2015

FATIHA


Fatiha Ka Faidah

Farmane Mustafa Peace Be Upon Him:
 Meri Ummat Gunan samit Qabr me Dakhil Hogi aur Jab nikle gi to be Gunaah hogi Kyunki Woh Momin ki Duaaaon se Bakhsh di Jati hai. 
(Ref. Fatihar aur Esal e Swaab ka Tariqa Page No. 6)
Jo koi Tamam Momin Mardon aur Auraton ke liye Dua e Maghfirat karta hai. Allah Ta'aala Uske Har Mard aur Aurat ke Ewaz (Badle) aek Neki Likh deta hai.
 Ay Hamare Rab! Meri aur Har Momin aur Momina ke Maghfirat Farmaa. Ameeen.
(Ref. Fatihar aur Esal e Swaab ka Tariqa Page No. 8)
Jo Ba niyat e Sawaab apne Waliden dono ya Aek Ki Qabr ki Ziyarat kare Hajje Maqbool ke Barabar Sawaab Paye aur jo Ba kasrat Unki qabr ki Ziyarat karta ho. Farishte uski Qabr ki (yani Jab yeh Faut hoga) Ziyarat ko Aayen.
(Ref. Fatihar aur Esal e Swaab ka Tariqa Page No. 3)

Fatiha Ka Tariqa

Wazu karne ke bad Qibla roo (Kaba Shari ke Traf Munh karke)  baith Jayen Jis cheez par fatiha dena ho usko samne rakh le. Samane rakhna sirf Mubaah aur jaaiz hai. Agar Woh cheez dhaki (Pack) hai to khol (Open kar) le aur looban agarbatti  sulgaye (Agar Maujood ho to) fir 11 bar Darood Sharif padhkar Panj (Panch) Qurani Aayat sharif ki tilawat kare Ya Jitna Zyadah ho sake Tilawat Kre.

11 Bar Durood Sharif
Allahumma Sal li alaa sayyidina muhmmadeew w alaa aa-li sayyidina muhammdeew w ashabihi w barik w sallim Ya Sallallahu Alai hi w sallam.

 Aayat sharif
Laqad jaakum rasoolun min anfusikum AAazeezun AAalayhi mAAanittumhareesun AAalaykum bialmu/mineenaraoofun raheemun Fa-in tawallaw faqul hasbiya Allahu la ilahailla huwa AAalayhi tawakkaltu wahuwa rabbu alAAarshi alAAatheemi (Para 11)

Surah Al-Kafiroon
Bismi Allahi alrrahmanialrraheemi
1. Qul ya ayyuha alkafiroona
2. La aAAbudu ma taAAbudoona
3. Wala antum AAabidoona ma aAAbudu
4. Wala ana AAabidun ma AAabadtum
5. Wala antum AAabidoona ma aAAbudu
6. Lakum deenukum waliya deeni

Surah Al-Ikhlas
Bismi Allahi alrrahmanialrraheemi
1. Qul huwa Allahu ahadun
2. Allahu alssamadu
3. Lam yalid walam yooladu
4. Walam yakun lahu kufuwan ahadun

Surah Al-Falaq
Bismi Allahi alrrahmanialrraheemi
1. Qul aAAoothu birabbi alfalaqi
2. Min sharri ma khalaqa
3. Wamin sharri ghasiqin itha waqaba
4. Wamin sharri alnnaffathatifee alAAuqadi
5. Wamin sharri hasidin itha hasada

Surah Al- Naas
1. Qul Aauzu Bi rabbinnasi
2. Maliki alnnasi
3. Ilahi alnnasi
4. Min sharri alwaswasi alkhannasi
5. Allathee yuwaswisu fee sudoori alnnasi
6. Mina aljinnati waalnnasi

Surah Fatiha
1. Bismi Allahi alrrahmanialrraheemi
2. Alhamdu lillahi rabbi alAAalameena
3. Alrrahmani alrraheemi
4. Maliki yawmi alddeeni
5. Iyyaka naAAbudu wa-iyyaka nastaAAeenu
6. Ihdina alssirataalmustaqeema
7. Sirata allatheena anAAamta AAalayhim ghayri almaghdoobiAAalayhim wala alddalleena

Surah Baqarah
Bismi Allahi alrrahmanialrraheemi
1. Alif-lam-meem
2. Thalika alkitabu la rayba feehi hudan lilmuttaqeena
3. Allatheena yu/minoona bialghaybiwayuqeemoona alssalatawamimma razaqnahum yunfiqoona
4. Waallatheena yu/minoonabima onzila ilayka wama onzila min qablika wabial-akhirati hum yooqinoona
5. Ola-ika AAala hudan min rabbihim waola-ika humualmuflihoona

Aayaate-E- Khamsah
1.       Wa-ilahukum ilahun wahidun la ilahailla huwa alrrahmanualrraheemu
2.      inna rahmatallahi Qareebum Minal Musineena
3.      wamaa Aesalnaka illaa Rahmatal lil Aalameen
4.     Ma kana muhammadun aba ahadin min rijalikumwalakin rasoola Allahi wakhatama alnnabiyyeena wakana Allahu bikullishay-in AAaleeman
5.      Inna Allaha wamala-ikatahu yusalloona AAalaalnnabiyyi ya ayyuha allatheenaamanoo salloo AAalayhi wasallimoo tasleeman

Jazallah Anna Syyedina Muhammadam Maa Huwa Ahluh
Sallallahu Alaihi Wa sallam

Subhaa na rabbi krabbil izzati  Ammaa yasifoon wa salaamun alal mursleen wal hamdullilaahi rabbil Aalamin
Ab Fatihaa Padhne wala Hath Uthakar Buland Aawaz se " Al- Fatiha" kahe. Sab log Ahista se Yani itni Aawaz se ki Sirf Khud Sune Surah Al- Fatiha Padhen. Ab Fatiha Padhane Wala is tarah Elaan kre Mere Islami Bhaiyo! Aap ne Jo Kuch bhi Padha Hai Uskaa swab mujhe de dejiye. Tamam Hazireen Kah Den  "Aap ko De Diyaa" Ab Fatiha Padhana Wala Esal e Swaab kar de.

Eisal e Swaab ke Liye
Duaaa Ka Tariqa
Ya Allah ! Jo Kuch Padha Gayaa ( Agar Khana wagirah hai to is tarah se bhi kahiye) aur jo kuch khana wagairah pesh kiya gya hai uska Swaab hamare Naaqis Amal ke Laiq nahi Bilki apne karam ke Shayaane Shaan Mar-Hamat farma au rise hamari Janib se Huzoor Rahmatul lil Aalameen sallallahu Alaihi Wasallam ki Bargaah me Nazr Pahuncha. Sarkar – e – Madina sallallahu Alaihi Wa sallam ke Tawassut (waseele) se Tamam Inbiyaa – E- Karaam Alaihimus Salaam, Tamam Sahaaba – E- Karaam Alaihimur Rizwaan, Tamam Auliyaa e Ezaam Rahimullahussalaam ki Janab me Nazr Pahuncha. . Sarkar – e – Madina sallallahu Alaihi Wa sallam ke Tawassut (waseele) se Syyedunaa Aadam Safiyullah Alaa Nabiyina wa Alaihissalatu wassalaam se le kar ab tak jitney Insaan wa Jinnat Musalmaan huwa aur Qiyamat tak honge Sab ko Pahucha. Es Dauraan Bahter yah ki Jin Jin Buzugon ko Khusoosan Esaal se Swaaab karna hai Unka bhi Naaam le te Jayiye. Apne Maaa Baaap aur Apne Peer o Murshid ko bhi Naam ba Naam Eisaaal e Swaab kijiye.
Note: Faut Shudgaan me se jin jin ka Naam lete hain unko khushi hasil hoti hai agar kisi ka bhi naaam na len sirf itna hi kah len ki Ya Allah! Eska sawaab Aaj tak jitney Ahle Imaan huwe un sab ko Pahunchaa tab bhi har aek ko Pahunch Jayegaa. In sha Allah
Ab Hasb e Mamool duaaa Khatm kar dijiye. (agar thoda thoda khana aur pani nikala tha to who dosre khano aur Pani me daal dijiye).

Thursday, 30 April 2015

Wahabi kise kahete hai

Wahabi kise kahete hai deobandi aur inke aqide

*WAHABI*1 Q. Wahabi Kis Ko Kahtey Hain? Ans Muhammad Bin Abdul Wahab Najidi Ke Nisbat
Se Jo Is Ke Perokar Hain,
Jo Is Sheikh-e-Najad Ke Aqaid Wo Nazariyat Ke Zeer
Asar Hain Unhain Wahabi Kaha Jata Hai.
Khud Ulma-e-Devbund Ke Rasheed Ahmed Gangohi
Ne Ek Jwb Mein Likha "Muhammad Bin Abdul Wahab Ke Muqtadiyoun Ko
Wahabi Kahte Hai"
{Fatawaiye Rasheediya Pg;251} 


*WAHABI*2 Gangohi Likhta Hai
"Muhammad Bin Abdul Wahab Ko Log Wahabi
Kahte Hai"
{fatawaiye RasheediyaPg;29 7}
Is He Tarah Hakem ul Umet Ashraf Ali Thanvi Likhta
Hai "is Laqab(Wahabi) Ke Maane Hain Koi Sks Maslak
Mein Ibne Abdul Wahab Ka Taabe Yea Mafiq Ho"
{Imdad Alfatawa Jd;5 Pg;233}



 *WAHABI*3 ¤Khud Sheikh Ahmed AlGAFOOR Saudi Musanif
Likhte Hai;
"Tehreek Wahabiyat Ke Bani Muhammad Abdul
Wahab Aur In Ke Rufqa Ko"
{Sheikh Ul Islam Muhammad Bin Abdul Wahab
Pg;25} 



*WAHABI*4 ¤Aur Gair Muqalid Ahlehades Ke Imam Sanai Allah
Amar Tishri Likhte Hain
"Ek Alim Muhammad Bin Abdul Wahab Najd Mein
Paida Howa Tha Jo Hanbali Mazhab Ka Peero Kar
Tha.....
Is Ke Itabah Aur Fojiyoun Ko Log Wahabi Kahte They"
{Fatawaiye Sanaiya Jd;1 Pg;412} 


*WAHABI*5 Yaqeenan Maloom Tha.
Tareekh E Islam Aur Kutub Ahades Wo Seesat Ka
Mutala Kar Ke Dekh Lijiye
Sheikh Muhammad Bin Abdul Wahab Najadi Se Kisi
Ne Bhe Apne App Ko Wahabi Nahe Likha Ke Hum
Wahabi Hai. 


*WAHABI*6 AQA(Sallallaho Alaihi Waasallam),
Sahaba e Karaam Alaihemur Ridwan Ne Jamat ul
Muslameen Per Ya Kisi Sahabi Ko Wahabi Kaha Ho? Wahabiyon Ke Nazdeek To Jo Cheez Quran o
Sunnat Se Sabit Nahi Hoti Woh Biddat Hai.
Tu Phir Wahabi Lafz Kyun? Kya Ye Biddat Nahi Aur
Har Biddat Gumarhi Hoti Hai Kiya Yea Gumrahi
Nahe? 


*WAHABI*7 Najdiyon Wahabiyon Ka Sheikh
Muhmmad Bin Abdul Wahab He Jo 1803/1115 hijri
Mein Paida Huaa,
Firqa Wahabi Ke Arab Per Hukumat O Qabiz Karne
Ke Liye Nahaq Ulmaa e Deen Ko Qatal Kya
Bulkey In Ka Maal Loota Aur Inke Aurton Ko Londiyan Banane Ko Sawab Samjha
Gair Aurton Ko Bagair Nikah Ke Kaha Jaiz Hai 


*WAHABI*8 Jo Koi AQA(Sallallaho Alaihi Waasallam)
Ke Wasiley Se Dua Karta Yea Ap Ke Wasiley Se
Madad Mangna Biddati,kaffir, mushrik Hai.
Sheikh Najad Ne Shahba Kiram Alahe Ridwan Ke
Mazarat Ko Kis Taraha Masmar Kiya
Is Ka Jeeta Jagta Suboot Ajtk Milga {Khulasa Kitab Sheik Ul Islam Muhammad Bin Abdul
Wahab} 


*WAHABI*9 Molvi Zakariya Ne Kaha
"Molvi Shaab! Mein Khud Tum Se Bara Wahabi Hon"
{Sawanah Moulana Muhammad YousufPg;192}
Deobandiyo Ka Hakeem Ul Umeet Likhta He;
"Hazrat Wala Ne In Logo Ko Samja Diya Bhai Yahan
Wahabi Rahte Hai Yahan Fatìha Niyaz Ke Lye Kuch Mat Laya Karo
Is Se Bhe Inho Ne Hazrat Wala Ko Tu Wahabi Na
Samja In Talib Ilmo He Ko Samjaya"
{Ashraf Al Sawanah Jd;1 Pg;48}



*WAHABI*10 Ashraf Ali Thanvi Kahte Hain
"Mein Tu Kaha Karta Hun Ke Agar Mere Pass Dus
Hazar Rupeiye Ho Sub Ke Tankawha Kardo.
Phir Dekho Khud He Sub Wahabi Bun Jain Ge"
{Alfazaat Alyoumiya Jild;2 Pg;85} 



*WAHABI*11 Ismail Dehlvi Ke Peero Murshid Syed Ahmed Ke Bare
Mein Likha Hai"
Hindustan Mein Syed Ahmed Ne In
(yeani Sheikh Najadi Wahabi)
Ke Mission Ko Zinda Kiya Wahan Ke Kufar Ke Sath
Bare Sare Peekar Hain" {Sheikh Al Islam Muhammad Najadi Wahabi Pg;109} 



*WAHABI*12 AQA(Sallallaho Alaihi Waasallam)
Ka Farman Hai!
"mujhai Tum mai Is Shks Ka Dar Hai Jo Quran Parhe
Ga
Jub Is Per Quran Ke Ronaq Ajaie Ge Aur Islam Ke
Chadar Is Ne Orh Le Hoge Tu Usey Allah Jidhar Chahe Ga Behka Dega
Woh Islam Ke Chadar Se Saf Nikal Jaye Ga
Aur Usy Push Dal Dega Aur Apne Parosi ko Shirk Se
Mansob Karega
Yani Shirk Aur Kufur Ke Fatwa Lagaye Ga
"Hazrat Huzaifa Radi'allahu Anhu Pochte Hain; Shirk Ka Haq dar Koun Hoga?
Jwb Mila;
"Jo Tuhmat Lagaye Ga"
{Tafser Ibne Kaseer Jd;2 Pg;665} 



*WAHABI*13 Hussain Ahmed Madni Likhta Hai;
"Wahabi Woh He Jo Nabi Paak Ko Apni Misal
Samjey
Apne Jaisa Aam Bashar Maante Hain.....Maazal lah"
Ismail Dehlvi Likhta Hai;
"Auliya Aur Anbiya,Imam O Imamzada, Peer O Shaheed
Yani Jitne Allah Ke Muqarrab Bunde Hain
Woh Sub Insan He Hain Aur Bunda Aajiz Hai Aur
Hamare Bare Bhai"
{Taqwiyatul Eman Pg;131} 



*WAHABI*14 Jaisa Ke AQA
(Sallallaho Alaihi Waasallam)
Ko Apne Jaisa Aksar Kahte Hain Ke Woh Tu Bashar
Hain....
MAAZALLAHA ur Us Se Bhe Kum Karne Chahiye
{Taqwiyat ul Emaan}



 *WAHABI*15 Wahabiyoun Ke Nazdek
"Assalato Wasallam Alaika YarasoolALLAH"
Kahna Shirk,Biddat Wo Mumno Hai.
[Sohaib AlsaqibPg;65] "By-BAZME RAZA ACADEMY Nagpur>>(Branch
GONDIA)



" Ahle Khabees ka aqeede 

1)Sab Daryaa'i Janwar Halaaal hain, Yahan tak ke
Kutta, Khinzir (Suwwar) aur Saanp bhi Halaal hain.
(Nil Ul Awtaar, J:1, S:27 / Qazi Shaukani) 


2)Kafir ke Haath se Zabaah kiya huva Jaanwar
Halaal hain. (Nazal Ul Abrar, J:3, S:78 / Waheed Uz
Zama) 


3) Bijjo ka Khana Mubaah (Jaiz) hain. (Fiqh e
Muhammediyah, J:5, S:123) 


4)Gor khar (Jangli Gadha) Khana Jaiz hain. (Fqh e
Muhammediyah, J:5, S:123) 


5)Kachwa, Kokra, Ghunga Ka Khana Halaal hain.
(Fatawa e Sanaa'iyaah, J:1, S:557 / Sanaullah
Amratsari) 


6)Mani (Sperm) Paak hain. (Al Roza Ul Nadiyyah, J:1,
S:13 / Nawab Siddiq Hasan Bhopali) 


7)Mard o Aurat ki Mani (Sperm) Paak hain, Aur
Aurat ki Ratubat (Sharmgaah ka Napaak Pani) bhi
Paak hain. (Fiqh e Muhammediyah, S:23/41) 


8)Mani (Sperm) Paak hain aur Is ka Khana bhi Jaiz
hain. (Fiqh e Muhammediyah, J:1, S:41 / Abul Hasan) 


9)Ghode ka Ghosht Khana Halaal hain. (Sahihfa e
Ahle Hadis, S:22, Karachi (16 Zil Qaadahu, 1385 Hijri) 


10)Zaainya (Randi) ki Kamaa'i Jaiz hain. (Akhbaar e
Ahle Hadis, Amratsar, S:9, 27 August 1915 Eiswi /
Haafiz Abdullah Ghazi Puri) NAWAB WAHIDUZ ZAMAA HAIDARABADI : 


1)
Taqleed-e-shakh si mushrika fil aadat hai. (Jild. 1,
Pg. 4) 

2) Khoon, peep aur qai (Ulti) se wazu nahi tootta.
(Nuzool Jild. 1, Pg. 18) 

3) Khade ho kar khana peena musafir ke liye
makruh nahi. Nabi-e-Kareem aur Sahaba se is ka
saboot hai. (Nuzool Jild. 1, Pg. 18) NAWAB WAHIDUZ ZAMAA HAIDARABADI:

 4) Sahi
yeh hai ke sharaab na paak nahi. (Nuzool Jild. 1, Pg.
19) 

5) Namaaz mein baalig aadmi qehqaha laga kar
hase, neez Aurat ko ya mard ko chhune se aur
Fahash mubashirat se bhi wazu nahi tootta.
(Nuzool Jild. 1, Pg. 19) 


6) Aurat ki sharm gaah ka bairuni hissa misl Insaan
ke munh ke hai. (Nuzool Jild. 1, Pg. 21) 


7) Jaanwar ki Sharmgaah (Farj) ya jaanwar ke
Pakhane ke maqaam (Dubur) ya Mard ke saath
Aglaam baazi ki (dubur mein Jimaa kiya) (Gay Sex)
to Gusl Wajib Nahi. (Nuzool Jild. 1, Pg. 23) NAWAB WAHIDUZ ZAMAA HAIDARABADI: Murda
Aurat se Jimaa (Sex) kiya to bhi Gusl Wajib nahi.
(Nuzool Jild. 1, Pg. 23) 


9) Aaqil (Aqalmand) Mard, Aurat Jimaa (Sex) karein
aur Inzaal Na (Mani Na Chutte) ho, to Gusl Farz Nahi.
(Nuzool Jild. 1, Pg. 24) 


10) Kisi Aurat ne kisi Gair Insaan ka Aala-e-tanasul
(Penis) Apni Sharmgaah mein Dakhil karaya, to Gusl
Farz Nahi. (Nuzool Jild. 1, Pg. 24) 


11) Agar kisi kunwaari Ladki se Jimaa kiya aur
Kawaar Patti (Sharmgaah ki Andar ki Narm Haddi)
Andar ki Na tooti, to Gusl Farz Nahi. (Nuzool Jild. 1,
Pg. 24) 


11) Kutte Ka Pishaab Paak hain. (Hadiyaat Ul Mehdi,
J:3, S:78 / Waheed Uz Zama) 


12)Khoon Paak hain. (Badrul Aillah, S:18, Siddiq
Hasan Bhopali) 


13)Khinzir ke Napaak hone par Koi Daleel Nahi
(Isliye Suwwar Paak Hain) (Badrul Aillah, S:16,
Siddiq Hasan Bhopali) 


14)Sharab Paak hain. ((Badrul Aillah, S:333, Siddiq
Hasan Bhopali) Pakhana (Toilet) karte Waqt Kaaba Ki Taraf Munh
aur Pith karna Jaiz hain. (Fiqh e Muhammediyah,
S:10-11 / Abul Hasan) 


16)Muta'a (Temporary Nikaah Sirf Sex karne ke
liye) karna Jaiz hain. (Nazal Ul Abrar, J:2, S:33 /
Waheed Uz Zama) 


17)Musht Zani (Hand Practice) karna Mubaah (Jaiz)
hain aur Agar Shewat (Sex) Zyada ho aur Zina ki
Taraf le Jaye to Musht Zani karna Wajib hain. (Urf Ul
Jaadi, S:207 / Noor Ul Hasan Bhopali) 


18)Chutad o Raano par Aur Dusre Jismani Aaza par
(Jaise Munh me, Haath me, Bagal me, Pustan (Aurat
Ki Chhati me) me) Jaiz hain, Aur Yeh Sahih Sunnat se
Sabit hain. (Badrul Ahillah, S:175 / Siddiq Hasan
Bhopali) 


19) Jis Shakhs ko Zina (Sex) karne ke liye Majboor
kiya jaye to Us Shakhs ko Zina karna Jaiz hain. (Urf
Ul Jaadi, S:215 / Noor Ul Hasan Bhopali) 


20)Agar Kisi Shakhs ne 1 Aurat Se Zina (Sex) kiya
to Wahi Aurat Baap ke liye bhi (Zina karne ke liye)
Jaiz hain, Aur Agar Koi Baap ne Kisi Aurat se Zina
(Sex) kiya to Wahi Aurat Bete ke liye bhi (Sex
karne ke liye) Jaiz hain aur Agar 1 Shakhs ne 1
Aurat se Zina kiya to Us Aurat ki Maa aur Beti bhi Us Shakhs ke liye (Sex karne ke liye) Jaiz o Halaal
hain. (Nazal Ul Abrar, J:2, S:21 / Waheed Ud Zama) 


21) Agar kisi ne Muharrimaat (Maa, Behen, Beti
Wagaira) se Zina kiya to Us ko Misl e Meher (Meher
ki Raqam) Ada karna Padenga. (Nazal Ul Abrar, J:2,
S:31 / Waheed Uz Zama) 


DEOBANDIYON KE KUFRIYA AQAID: AQEEDA # 1:"Gaib ki baaton ka jesa Ilm Huzoor
(Aleh Salaam) ko hai, aesa Ilm Zed O Umar, bachon
aur Paglon ko, balkay tamaam jaanwaron ko haasil
hai, Rasool Ki Takhsees nahin"Hawalay k liye
dekhiye kitaab ( Hifzul Eemaan, Page: 8, Musannif:
Molvi Ashraf Ali Thanvi, Shae Karda: Kutub Khana Ashrafiya Company Deoband aur Kutub Khana
Aezaziya Deoband) AQEEDA # 2:"Huzoor (Aleh Salaam) ko Aakhri Nabi
samajhna Awaam ka khayal hai, Ahl E Ilm ka
nahin"( Tehzeer Un Naas, Page: 3, Musannif: Molvi
Muhammad Qasim Sahab Nanatwi, Shae Karda:
Kutub Khana Aezaziya Deoband) 


AQEEDA # 3:"Huzoor (Aleh Salaam) k baad koi Nabi
peda hojae to phir b Khatmiyat E Muhammadi main
kuch faraq na aaega"(Tehzeer Un Naas, Page: 25) Note: Yahi Aqeedah Qadiyaniyon ka b hai 


AQEEDA # 4:"Shetaan O Malakul Moat ko tamaam
Roe Zameen ka Ilm hai, aur Huzoor (Aleh Salaam) k
Ilm se Ziyada hai"(Buraheen E Qaatey, Page: 55,
Musannif: Molvi Khaleel Ahmed Ambethvi, Shae
Karda: Kutub Khana Imdadiya Deoband) 


AQEEDA # 5:"Namaz main Huzoor (Aleh Salaam) ka
khayal Ghaday aur Bail k khayal main Doobne se
bura hai"(Sirat E Mustaqeem, Page: 97, Musannif:
Molvi Ismail Dehelvi, Shae KArda: Kutub Khana
Ashrafiya, Raashid Company Deoband) 


AQEEDA # 6:"Har makhlooq bara ho ya chota,
ALLAH ki shaan main Chamaar se b Ziyada Zaleel
hai"(Taqweet Ul Eemaan, Page: 13, Mussannif: Molvi
Ismail Dehelvi, Shae Karda: Kutub Khana Ashrafiya,
Raashid Company Deoband) Note: Har Makhlooq main Huzoor (Aleh Salaam), aue
Deegar Ambiya b aate hain.. 


AQEEDA # 7:"Huzoor (Aleh Salaam) ki Taazeem
baray bhai ki si Kijiye"(Taqweet Ul Eemaan, Page:
52) Note: Kiya Huzoor (Aleh Salaam) ki izzat bas baray
bhai jitni karni chahiye?? yeh sawaal khud se puchen k hum apne baray
bhai ki kitni izzat karte hain, Aur kiya Huzoor (Aleh Salaam) dono jahanon ki
remat ka bas yahi darja hai?? 


AQEEDA # 8:"Huzoor (Aleh Salaam) ka Yom E
Meelaad manana Kanhaeiyya (Cow) k janam din
manane ki tarah hai" (Buraheen E Qatay, Page: 152) 


AQEEDA # 9:"KHUDA TA'ALA JHOOT Bol sakta hai" (Mas'ala Imkaan Kazab), Buraheen E Qatay,
Musannif Molvi Khaleel Ahmed Sahab Anbethwi. 


AQEEDA # 10:"KHUDA TA'ALA ko Jagah aur Zamana
aur Murkab hone, aur Mahiyat se PAK maanna
BIDDAT hai. (Eezaa Ul HAQ, Musannif Molvi Ismail Dehelvi Sahab). 


AQEEDA # 11:"KHUDA TA'ALA ko Bandon k
Kaamon ki Pehle se KHABAR nahin hoti, Jab Banday
achay ya Buray kaam karlete hain, tab us ko
maaloom hota hai". (Balagtal Heraan, PAGE#57, Musannif MOLVI
HUSSAIN ALI SAHAB, SHAGIRD-E-RAHEE D AHMED
SAHAB). 


AQEEDA # 12:"Aamaal main Bazahir Ummati, NABI
se k Baraabar hojaate hain, Balkay Barh bhi jaate
hain". (tehzeer Un Naas, Matboo'a Dar Ul Asha'at, Karachi,
Musannif MOLVI MUHAMMAD QASIM SAHAB, Baani-
E-DEOBAND MADARSA) 


AQEEDA # 13:"HUZOOR (ALEH SALAAM) ka Misal-O-
NAZEER mumkin hai". (Yakroozi Musannif Molvi Ismail Sahab Dehelvi,
Matboo'a Farooqi, PAFE#144) 


AQEEDA # 14:"HUZOOR (ALEH SALAAM) ko bhai
kehna Jaez hai q k AAP bhi Insaan hain". (Buraaheeen-E-Q ATAY, Musannif MOLVI KHALEEL
AHMED SAHAB O Taqweet Ul Eemaan Musannif
MOLVI ISMAIL SAHAB DEHLVI) 


AQEEDA # 15:"HUZOOR (ALEH SALAAM) ko Urdu
bolna Madarsa-E-DEOBA ND se Aaya" (Buraaheen-E-QA TAY, Matboo'a Daul Asha'at
Karachi, Molvi KHALEEL AHMED) 


AQEEDA # 16:"Main ne HUZOOR (ALEH SALAAM) ko
Khuwaab main dekha k Mujhey AAP Pul-E-Siraat
par le gae, aur Kuch Aage ja kar dekha k HUZOOR
(ALEH SALAAM) Giray ja Rahe hain, to Mene HUZOOR
(ALEH SALAAM) ko GIRNE se roka" (Balagtal Heraan, Mubbashiraat Musannif MOLVI
HUSSAIN ALI SAHAB 


AQEEDA # 17: Deoband Mureed ne Khuwaab main
Apne Peer ka Kalma parha (Yaani Kalmay main
MUHAMMAD UR RASOOL ALLAH ki Jagah AHRAF ALI
RASOOL ALLAH (MazALLAH) PArha).. aur in k Peer
ne Yaani ASHRAF ALI SAHAB ne kaha k"IS Waqiye
main Tassalli di gai hai k Jis ki Taraf tm Rujo'o karte ho, woh Ittaba'a Sunnat hai". (Ba hawal: Kitaab Ul Imdaad, PAGE#35, Mutba'a AL
IMDAAD Ul MUTAABIK, Thaana Jhoon INDIYA,
Musannif ASHRAF ALI THANVI) WAHABI DEOBANDI AUR SARE BATIL FIRQE JAWAB
DO QURAN AUR HADISE SE 



1]KIS SAHABI NE NABI
KAREEM KO APNE JAISA KAHA

2]KYA NABI KAREEM KO HAZRAT ALI NE BHAI
KAHEKAR BULAYA

3]KYA KISI NABI YA SAHABI NE YEH KAHA KI ALLAH JHOOT BOL SAKTA HAI 

4]KYA KISI NABI YA SAHABI
ALLAH ARSH TAAK MAHEDOOD HAI AAISA AQIDA
RAKHA

5]KYA KISI SAHABI YEH AQIDA HAI KI NABI
KAREEM KISI CHIZ KE MUKHTAR NAHI 

6]KYA KISI
SAHABI KISI MUSALMAAN KI QABAR KO MITA DIYA
7]KYA KISI SAHABI YEH AQIDA THA KI SHAITAN KA ILM NABI KAREEM SE JAIYADA HAI 8]KYA KISI
SAHABI NABI KAREEM KI TAZEEM KO SHIRK KAHA

9KYA KISI SAHABI NE NABI KAREEM PAR JO DUROOD
PADHA JATA HAI IS SE KABHI ROKA>YAAD RAHE
JAWAB QURAN AUR HADISE SE DENA HOGA PAGE N
SAFA N KITAB KA NAAM 1 KHUB SURAT ANAZD AA BAYA



{PLS READ}AND COMMENT =====

"SUNNI WAHABI SAWAL JAWAB"===== Wahabi:- Aye Sunni! Tum log Jo"Halwa"Pe
FatihaDete Ho, Wo Khaana Haram Aor Shirk Hai. 

Sunni:- Achcha, Chal Bata kaya"Doodh"(Milk) Pina Jayez Hai? Wahabi:- 

Haan Jayez Hai. Sunni:- Paani (water) Pina Jayez Hai? Wahabi:- Haan jayez hai. 

Sunni:- Shakkar (suger) Aur Rawa Khaana Jayez Hai? 

Wahabi:- Haan Bilkul Jayez Hai. Sunni:- Ab In Sab Jayez Chizo Ko Milakar Halwa
Banaya Jaye, To Kya Jayez Hai? 

Wahabi:- Haan Jayez Hai. Sunni:- Aye Wahabi! zara tu bata ki Ab Us Jayez
Halwe Par Fatiha, Yaani Qurane Paak Ki Kuch
Suratien Padhi, To Wo"Halwa"Haram Aur Shirk
Kaise Hogaya? Iska Matlab Tu Kahna Chahta Hai, Ki Quran Padhna
Haraam Hai. (MaazALLAH) kayonki Jab tak Quran Na
Padha gaya Tha, Tab tak Tu Ise Jayez Samajh Raha
Tha, Ab Quran Padhte Hi Najayez Kaise Hogaya? 

"Wahabi Ki Tayin-Tayin Fish" Qur'an: Tera Rab khub jaanta hai koun Behka uski Raah se,
aur woh khub jaanta hai hidaayat walon ko "TO KHAAO USME SE JIS PAR ALLAH KA NAAM LIYA
GAYAA AGAR TUM USKI AAYAATE MAANTE HO." Aur tumhe kya hua ke unme se na khao jispar
ALLAH ka NAAM liya gaya, [ SURAH ANA'AM (SURAH.6, PARA.8): 117-119 ] *************** 


*************** ***
Wahabi Dharam Dar Asal IBLISI MISSION Hai Jo Nek
Kamo Pe Biddat Ka Fatwa Lagate Hain Inke Bhainse
Jaisi Khopdi Me Aqal Nhi Gobar Bhara Hai Wahabi Niyazo Fatiha Ke Liye Kehte Hain Ye Biddat
Hai Q Ki Ye NABI K Zamane Me Nahi Tha In Se
Puchho Khabison Tum The NABI Ke Zamane
Me????? —