Sunday, 10 August 2014

MURDE SUNTE, DEKHTE, BOLTE AUR MEHSUS KARTE HAIN: HADEES KI ROSHNI ME: , HADEE#1: Azwah bdar sharif me musalmano ne kuffar ki laashen jama karke ek kuwen me paat di, Huzur ki adat karima ti ki jab kisi muqam ko fateh karte to wahan 3 din qeyam farmate, yahan se tashrif le jate waqt is kuwen par tashrif laye, jisme kafiro ki lashen padi thi, aurunhe naam banaam awaz dekar farmaya, , 'Humne to paa liya jo humse hamare Rab ne saccha waada(Nusrat ka) farmaya tha, kyun tumne bhi paya jo sacch wada(Naar ka) tumse tumhare Rab ne kiya tha.' , Ameerul MomineenFaruq Azam r.a ne arz ki, Ya RASOOLALLAH, , 'Ajsadun La Arwaha Feeha' tarjuma: Ya Rasoolallah Kya Huzur be-jaan jismo se kalaam farmate hain? , Farmaya, 'Ma Antum be asma'a Minhum.' tarjuma: Tum kuch unse zyada nahi sunte, magar unhe taqat nahi ki mujhe laut kar jawab dein. (Bukhari, J2, S-566, Baab-Qatl Abi Jehel) , is Hadees se pata chala ki Kafir bhi marne ke baad sunte hain, to fir Momin kyu na sune? Aur fir AULIYA Ki shan to raafe Aala hai. Beshak wo bahut behtar sunte hain. , fir farmaya, , HADEES#2: Rooh ek parind hai, aur Jism Pinjrah, Parind jis waqt tak pinjrah me rehta hai, iski parazi isi qadr hai, Jab Pinjrah se nikal jaye, is waqt iski quwwat-e-parwaz dekhiye. (Sharahus Sudur, S-210,Baab-Al Arwahe Mafhoomam) , is Hadees se pata chala ki Jism se Rooh nikalne ke baad iski sunne aur dekhne aur tamam ikhtiyarat ki quwwt aur zyada badh jati hai. , SAMAA MOTI KA MASLA: WAHABIYO KI MAKKARI, , Wahabi log Sunniyo ko Quran ki ye ayat pesh karte hain, 'Beshak tumhare sunaye nahi sunte Murde,' (Sureh Naml 80) ek aur ayat pesh karte hain, 'Aur tum nahi sunane wale unhe, jo Qabro mepade hain,' (Sureh Fatir 22) , JAWAB MIN HADEES: Moti kaun hai, Ijsam. Qabro me kaun hai, wohi Ijsam, to Fir sirf Ijsam hi ke sunne se inkar kiya gaya hai, na ki Arwaah ke, (Bukhari,J2,S-5 67, Baab-Qatl Abi Jehel) , So Ye Ayat Ijsam per dalalat karti hai, Arwaah par nahi, aur ALLAH ke tama nek bande apni quwwate Arwah se sunte, dekhte aur madad karte hain. , Khud H.Ayesha Siddiqa r.a ka tarz-e-amal SamaMoti ko sabit kar raha hai, farmati hain, , HADEES#4: jab Huzur Aqdas sallallaho alaihe wasallam mere Hjre me dafn hue, Mai Baghair Chadar odhe, be-Hijabana Hazir hoti aur kehti, 'Innama Hua Zauji' Mere Shauhar hi to hain. , fir H.Abu Bakr Siddiq r.a wahan Dafn hue, jab bhi mai baghair Ehtiyat ke chali jati aur kehti, 'Innama Hua zauji wa abi' Mere Shauhar aur mere Baap hi to hain. , fir jab H.Umar Faruq r.a wahan Dafn hue to mai nihayat ehtiyat ke sath chadar lipti hui jati, is tarah ki koi uzu khula na rahe, kehti, 'Haya an Min Amara raziallahu ta'ala anhu' Umar se sharm karti. (Mishkaat, J1,S-154, Baab-Ziyarate Qubur) , to agar Arwah ka Sama Basar na manti to fir 'Haya Min Umar' ke kya mayne hain? , HADEES#5: "Jab koi aisi Qabr se Guzre jisey Duniya me jaanta tha aur uspar Salaam karey to wo Murda isey Pehchaanta hai aur iske Salaam ka Jawaab deta hai". [ Taarikh Baghdaad , Jild : 6 , Page No : 135, Hadees No : 3175 ] , HADEES#6: Tafseer Ibn-e-Kaseer me hai k Mayyat apni ziyart krne wale ko pehchanti b hai or khushb hoti hai. , HADEES#7: Hazrt Anus (Radi Allah ho Anhu) se mrvi hai Huzoor (Sllallaho Aalaehi Wasllm) ne frmaya jb bnde ko us ki Qabr me rakha jata hai or us k Dost dafan krne k bad waps lot'te hain to wo un k juton ki Awaz sunta hai (Mishkat page 24) , HADEES#8: H.A.bu Saeed Khaudri r.a se riwayt hai ki Nabi alaihesalam farmate hain, jab bande janaze ko lekar chalte hai to agar wo nek hai to kehta hai, mujhe jaldi le chalo, aur agr wo bura hai to kehta hai, mujhe kahan liye jate ho? (Bukhari, J-1, Kitabul Janaiz, Baab-Qaulil Mayyit) , is Hadees se pata chala ki Murda Quwwat- e-Arwah se bolta b hy, , BOOK#9: AhleHadeeso ke Imam Ibn-e- qayyim likhta hai Mayyat ki ziyart k liye koi shaks aata hai to mayyat ko us ki aamd ka ilm hota hai or wo khush b hoti hai (Kitab-ur-Rooh Page 05) , BOOK#10: Isi tarah Anwar Shah Kashmiri Deobandi b likhta hai k jb koi shaks mayyat kosalam kehta hai to wo usse salam ka jawab deta hai or agar dunya me wo us ko pehchanta tha to us waqt b pehchan leta hai (Faiz-ul-Bari jild 2 page 467) , , NEK BANDO KI QABRO KI BARKAT SE GUNAHGARLOGO KO FAIDA: , HADEES#11: Nabi sallallaho alaihe wasallam neFarmaya, tum apne Murdo ko, Buzurgo ke pasdafn karo, ke unki Barkat se in par azab nahi hota. (Muslim, J2, S-344, Baab-Fazlul Majalisul Zikr), , HADEES#12: Wo Log hain ki unke sabab unka hamnasheen bhi bad bakht nahi hota, wa lehaza Hadees me farmaya, 'Adfenu Mautaakum Wasta Qaumin Saaleheen' Apne murdo ko Neko ke paas dafn karo. (Kamzul Ummal,20, S-121) . . : in tama Ahadeese Saheeha se ye khoob achhi tarah wazeh ho gaya ki MURDE APNI QUWWATE ARWAH SE, SUNTE, DEKHTE AUR MADAD BHI KARTE HAIN, AUR UNKE ZARIYE DUSRO KO FAIDA BHI MILTA HAI, , Ab jo Wahabi log Quran ki Sureh Naml80 aur Sureh Fatir22 Ayato se apni marzi se hi matlabnikalte hain, aur Sunniyo ko Mushrik kehte hain, wo Batayen kya Itni sari Hadeesen, Jhoot farmayi Gayi hain?

MURDE SUNTE, DEKHTE, BOLTE AUR
MEHSUS KARTE HAIN:
HADEES KI ROSHNI ME:
,
HADEE#1: Azwah bdar sharif me
musalmano ne kuffar ki laashen jama karke
ek kuwen me paat di,
Huzur ki adat karima ti ki jab kisi muqam
ko fateh karte to wahan 3 din qeyam
farmate,
yahan se tashrif le jate waqt is kuwen par
tashrif laye, jisme kafiro ki lashen padi thi,
aurunhe naam banaam awaz dekar
farmaya,
,
'Humne to paa liya jo humse hamare Rab
ne saccha waada(Nusrat ka) farmaya tha,
kyun tumne bhi paya jo sacch wada(Naar
ka) tumse tumhare Rab ne kiya tha.'
,
Ameerul MomineenFaruq Azam r.a ne arz
ki, Ya RASOOLALLAH,
,
'Ajsadun La Arwaha Feeha'
tarjuma: Ya Rasoolallah Kya Huzur be-jaan
jismo se kalaam farmate hain?
,
Farmaya, 'Ma Antum be asma'a Minhum.'
tarjuma: Tum kuch unse zyada nahi sunte,
magar unhe taqat nahi ki mujhe laut kar
jawab dein.
(Bukhari, J2, S-566, Baab-Qatl Abi Jehel)
,
is Hadees se pata chala ki Kafir bhi marne
ke baad sunte hain,
to fir Momin kyu na sune?
Aur fir AULIYA Ki shan to raafe Aala hai.
Beshak wo bahut behtar sunte hain.
,
fir farmaya,
,
HADEES#2: Rooh ek parind hai, aur Jism
Pinjrah,
Parind jis waqt tak pinjrah me rehta hai,
iski parazi isi qadr hai, Jab Pinjrah se nikal
jaye, is waqt iski quwwat-e-parwaz
dekhiye.
(Sharahus Sudur, S-210,Baab-Al Arwahe
Mafhoomam)
,
is Hadees se pata chala ki Jism se Rooh
nikalne ke baad iski sunne aur dekhne aur
tamam ikhtiyarat ki quwwt aur zyada badh
jati hai.
,
SAMAA MOTI KA MASLA:
WAHABIYO KI MAKKARI,
,
Wahabi log Sunniyo ko Quran ki ye ayat
pesh karte hain,
'Beshak tumhare sunaye nahi sunte
Murde,'
(Sureh Naml 80)
ek aur ayat pesh karte hain,
'Aur tum nahi sunane wale unhe, jo Qabro
mepade hain,'
(Sureh Fatir 22)
,
JAWAB MIN HADEES: Moti kaun hai, Ijsam.
Qabro me kaun hai, wohi Ijsam,
to Fir sirf Ijsam hi ke sunne se inkar kiya
gaya hai,
na ki Arwaah ke,
(Bukhari,J2,S-5 67, Baab-Qatl Abi Jehel)
,
So Ye Ayat Ijsam per dalalat karti hai,
Arwaah par nahi, aur ALLAH ke tama nek
bande apni quwwate Arwah se sunte,
dekhte aur madad karte hain.
,
Khud H.Ayesha Siddiqa r.a ka tarz-e-amal
SamaMoti ko sabit kar raha hai, farmati
hain,
,
HADEES#4: jab Huzur Aqdas sallallaho
alaihe wasallam mere Hjre me dafn hue,
Mai Baghair Chadar odhe, be-Hijabana
Hazir hoti aur kehti,
'Innama Hua Zauji'
Mere Shauhar hi to hain.
,
fir H.Abu Bakr Siddiq r.a wahan Dafn hue,
jab bhi mai baghair Ehtiyat ke chali jati aur
kehti,
'Innama Hua zauji wa abi'
Mere Shauhar aur mere Baap hi to hain.
,
fir jab H.Umar Faruq r.a wahan Dafn hue to
mai nihayat ehtiyat ke sath chadar lipti hui
jati, is tarah ki koi uzu khula na rahe, kehti,
'Haya an Min Amara raziallahu ta'ala anhu'
Umar se sharm karti.
(Mishkaat, J1,S-154, Baab-Ziyarate Qubur)
,
to agar Arwah ka Sama Basar na manti to
fir 'Haya Min Umar' ke kya mayne hain?
,
HADEES#5: "Jab koi aisi Qabr se Guzre jisey
Duniya me jaanta tha aur uspar Salaam
karey to wo Murda isey Pehchaanta hai aur
iske Salaam ka Jawaab deta hai".
[ Taarikh Baghdaad , Jild : 6 , Page No :
135, Hadees No : 3175 ]
,
HADEES#6: Tafseer Ibn-e-Kaseer me hai k
Mayyat apni ziyart krne wale ko pehchanti
b hai or khushb hoti hai.
,
HADEES#7: Hazrt Anus (Radi Allah ho
Anhu) se mrvi hai
Huzoor (Sllallaho Aalaehi Wasllm) ne
frmaya
jb bnde ko us ki Qabr me rakha jata hai or
us k Dost dafan krne k bad waps lot'te hain
to wo un k juton ki Awaz sunta hai
(Mishkat page 24)
,
HADEES#8: H.A.bu Saeed Khaudri r.a se
riwayt hai ki Nabi alaihesalam farmate hain,
jab bande janaze ko lekar chalte hai to agar
wo nek hai to kehta hai, mujhe jaldi le
chalo, aur agr wo bura hai to kehta hai,
mujhe kahan liye jate ho?
(Bukhari, J-1, Kitabul Janaiz, Baab-Qaulil
Mayyit)
,
is Hadees se pata chala ki Murda Quwwat-
e-Arwah se bolta b hy,
,
BOOK#9: AhleHadeeso ke Imam Ibn-e-
qayyim likhta hai
Mayyat ki ziyart k liye koi shaks aata hai to
mayyat ko us ki aamd ka ilm hota hai or wo
khush b hoti hai
(Kitab-ur-Rooh Page 05)
,
BOOK#10: Isi tarah Anwar Shah Kashmiri
Deobandi b likhta hai k jb koi shaks mayyat
kosalam kehta hai to wo usse salam ka
jawab deta hai or agar dunya me wo us ko
pehchanta tha to us waqt b pehchan leta
hai
(Faiz-ul-Bari jild 2 page 467)
,
,
NEK BANDO KI QABRO KI BARKAT SE
GUNAHGARLOGO KO FAIDA:
,
HADEES#11: Nabi sallallaho alaihe
wasallam neFarmaya, tum apne Murdo ko,
Buzurgo ke pasdafn karo, ke unki Barkat se
in par azab nahi hota.
(Muslim, J2, S-344, Baab-Fazlul Majalisul
Zikr),
,
HADEES#12: Wo Log hain ki unke sabab
unka hamnasheen bhi bad bakht nahi hota,
wa lehaza Hadees me farmaya,
'Adfenu Mautaakum Wasta Qaumin
Saaleheen'
Apne murdo ko Neko ke paas dafn karo.
(Kamzul Ummal,20, S-121)
.
.
:
in tama Ahadeese Saheeha se ye khoob
achhi tarah wazeh ho gaya ki MURDE APNI
QUWWATE ARWAH SE, SUNTE, DEKHTE AUR
MADAD BHI KARTE HAIN, AUR UNKE
ZARIYE DUSRO KO FAIDA BHI MILTA HAI,
,
Ab jo Wahabi log Quran ki Sureh Naml80
aur Sureh Fatir22 Ayato se apni marzi se hi
matlabnikalte hain, aur Sunniyo ko Mushrik
kehte hain,
wo Batayen kya Itni sari Hadeesen, Jhoot
farmayi Gayi hain?

10 comments:

  1. Dusro se ladna ya ghalat kehna Islam nhi sikhata

    ReplyDelete
    Replies
    1. Dusra hamaku mushrik bolta hamaku paida hoke bolne dena kya ??

      Hum sawal nahi jawab derahe hai iska matlab ladai sawal karne wale ne shuru ki hai

      Aur firqe me wo bata to usku chahiye fitna e dajjaliya wahabiyah yahudiya ko chorkar firse wapas apne aaba wa ajdaa ne jo 1400 saal wale deen ko mana hai usko hi maane

      Nake angrezo ke paida kiye hue mazhab ko !

      Delete
  2. Masha Allah...
    Baht hi umda Post ..

    ReplyDelete
  3. Bahut khub is tarha ki Daleel dete rahiye Aapke is dalaail se hum wahabio ki Achhi Dhulai karte hai

    ReplyDelete
  4. Surah Al Fatir ka hawala kyun nahin dete?? Kya hadees Quran se afzal hai?? Na zinde murdon ke baraber ho sakte hain aur na murde zindon ke aur tum unko nahin suna sakte jo apni apni qabron main madfoon hain.

    ReplyDelete
    Replies
    1. Yrmurdon or shaheedon mn frq rakho murdon or ALLAH ky paighambron fraq rakho murdon or walion mn farq rakho

      Delete
    2. Baqaol apke fir to wo murda hai usko kuch nahi hota

      To ye bhi mat maano ke usse qabar me sawal jawab honge 😀😀😀


      Fir kalse sab bad kaari wale kaam karna shuru kardo aur apne ghar yani tumlogo ne jisko masjid ka naam dediya hai ussme jakar tamam joker victorian ahlehadeeso ko pakdo aur bolo ye namaz to waise bhi qubool nahi tunhari ye bhi chor do kynke qabar me to kuch hone wala nai 😀 sab murde hai

      Lihaza ab qabare farishte maarendo jalando kya hota murde ku 🤭😂😂😂😂😂

      Delete
    3. 35 - Sureh Faatir Ayat No.22

      وَ مَا یَسۡتَوِی الۡاَحۡیَآءُ وَ لَا الۡاَمۡوَاتُ ؕ اِنَّ اللّٰہَ یُسۡمِعُ مَنۡ یَّشَآءُ ۚ وَ مَاۤ اَنۡتَ بِمُسۡمِعٍ مَّنۡ فِی الۡقُبُوۡرِ ﴿۲۲﴾

      اور برابر نہیں زندے اور مُردے بے شک اللہ سناتا ہے جسے چاہے اور تم نہیں سنانے والے اُنہیں جو قبروں میں پڑے ہیں ۔

      Aur Baraabar Nahee'n Zinde Aur Murde Beshak Allah Sunaata Hai Jise Chaahe Aur Tum Nahee'n Sunaane Waale Unhe'n Jo Khabro'n Me'n Pade Hai'n.

      Tafseer - Iss Aayat Me'n Zindo'n Se Muraad Momineen Ya Ulema Hai'n Aur Murdo'n Se Kuffaar Ya Jaahil Log Muraad Hai, Unke Baare Me'n Farmaaya Ke Yeh Dono'n Baraabar Nahee'n, Uske Ba'ad Irshaad Farmaaya Ke "Beshak Allah Sunaata Hai Jise Chaahta Hai". Isse Muraad Yeh Hai Ke Jiski Hidaayat Manzoor Ho Use Allah Ta'ala Imaan Ki Taufeeque Ata Farmaata Hai. (Tafseee e Khaazin & Tafseer e Jalaalain)

      Note - Iss Masle Ki Tafseel Surah Namal Ki Aayat No.80 Me'n Guzar Chuki Hai.

      Download TrueIslam App:
      https://play.google.com/store/apps/details?id=com.trueislam786.app&hl=en!

      Delete
  5. Respect and that i have a super offer: Who Repairs House Windows home bathroom remodel

    ReplyDelete